Wasiyyath e Muhammed s.a.w.a ki Ilm e Rijaal se sanad
1-)
Ahmed bin Abdulwahab
Rijaal Altoosi page 413-414 5988
“Inki saari rivaayatain qubool hai”
Amal Al-Amaal AlHur Al-Amili v.2 p.16-17
“Jo kuch inhone qubool kiya hai wo sab sahi hai”
Mustadrakat Ilm Alhadeeth AlSheikh Ali AlNamazi AlShahroodi v.1 p.359-360 1157
Ye taarif k khaabil hai, inki rivaayaat sahi hai
Mujam Al-Rijal Alhadeeth Al-Sayed Al-Khoei v.2 p.152 655.
Ye khaabil e etemaad hai, kyun k Najaashi k aalim hai
2-)
AlHussein ibn Abaydullah
Al-Gada'eri Rijal Al-Najashi p.68-69 166
“Inki saari rivaayatein sahi hai, jo unke aalim se hai”
Ye hamaare aalim hai Allah unnper rehem karey.
Rijal Al-Toosi p.425 6117
Hum ne inke baare mea sunah hai aur inki saari rivaayatein qubool ki
Mujam Rijal AlHadeeth Sayed AlKhoei v.7 p.22-23 3940
Iss shaks ki sadaaqath ka inkaar nahi kiya jaa sakta
Ye sheikh Al-Najashy ki jaanib se hai aur inke saare aalim per etemaad hai.
3-)
Abi Abdullah Al-Hussain ibn Ali ibn Sufyan
Rijal Al-Najashi p.67-68 -162
Ek Aisa aalim jissper etemaad hai, aur ek acha dost hai
Sheikh Toosi in Rijalaho p.423 6092
Ye qeemti hai aur inka lakhab Abaa Abdullah hai
Wathqa Alama Al-Hili Khalasat Al-Aqwaal p.115
Ye sheikh per etemaad hai, aur ache dost hai aur bohhot qeemti hai
4-)
Ali ibn Sinaan Al-Musali AlAdl
Sheikh Al-Namaazi Al-Shahroodi in his book Mustadrakaat Ilm Al-Rijaal Al-Hadeeth 10071
Wo badlaav wale hai, aur rivaayatoun ko bohhot hee baariki se mukammil pesh karte hai.
5-)
Ali bin Hussein
Rijal Al-Najaashi p.261-262 -684:
Apne zamaane k bohhot hee azeem aalim aur saare aalim k sardaar aur unke fiqh aur unnper etemaad hai.
Rijal Al-Toosi p.432 6191
Motabar raavi hai jinki bohhot see taalifaat hai aur inka zikr humne fehraast mea bhi kiya hai.
6-)
Ahmed ibn Muhammed Al-Khaleel
Sheikh Ali Al Numaazi Al-Shahroodi in his book Ilm Al-Rijaal AlHadeeth 1532
Ye baat tayy hai k ye baariki se aur kaamil hai
Al Sudooq ne inse rivaayatein li hai, jo jaafer ibn Muhammed Al-Alawi Al-Areethi jo Ali ibn Muhammed ibn Jaafer Al-Ahwaazi jo hadeeth fawaatem jo fazaayel Al-Shia kitaab e Imam safe 122 v 68 page 766
Mustadrak ilm e rijaal alhadeeth v1 page 434
AlGaiba p.103 jo Ali ibn Sinaan AlMusili Al Adel jo Ahmad ibn Muhammad AlKhaleel jo Muhammad ibn Saaleh Al-Hamdaani narration jo inke naam aur lakhab jo Muftathab Al-Athar jo iss rijaal ki sanad se lee hai v.9 p.125 v.36 p.216
7-)
Jaafer ibn Ahmad AlMasri
Sheikh Ali Al-Namaazi AlShahroodi Mustadrakaat Ilm Rijal Al-Hadeeth 2533
Inki bohot taarif hoti hai rivaayatoun mea v2 page 143
Tareekh Al-Islam AlThahabi v.23 p.139
Mirza Al-Noori kehte hai jab aksarriyath(Sunni) shia ki hadees ka inkaar karti hai, ye daleel hai k rivaayat sahi hai aur etemaad hai.
😎
AlHassan ibn Ali
Rijal Al-Najaashi p.66 155
Ye motabar hai aur innper etemaad hai.
9-)
Ali ibn Sabaya
(Ali Al-Masri k waalid hai jo motabar raavi hai).
Sheikh Mirza Al-Noori Sheikh tusi alaihir rehmaa ki kitaab Al-Ghayba mea Aakhri wasiyyath e Muhammed s.a.w.a ko rivaayat-e-sahi bataaya hai apni kitaab AnNajm us saaqib mea.