Wasiyyath e Muhammed s.a.w.a ki Ilm e Rijaal se sanad


1-)

Ahmed bin Abdulwahab

Rijaal Altoosi page 413-414 5988

“Inki saari rivaayatain qubool hai”

Amal Al-Amaal AlHur Al-Amili v.2 p.16-17
“Jo kuch inhone qubool kiya hai wo sab sahi hai”

Mustadrakat Ilm Alhadeeth AlSheikh Ali AlNamazi AlShahroodi v.1 p.359-360 1157

Ye taarif k khaabil hai, inki rivaayaat sahi hai

Mujam Al-Rijal Alhadeeth Al-Sayed Al-Khoei v.2 p.152 655.

Ye khaabil e etemaad hai, kyun k Najaashi k aalim hai


2-)

AlHussein ibn Abaydullah

Al-Gada'eri Rijal Al-Najashi p.68-69 166 

“Inki saari rivaayatein sahi hai, jo unke aalim se hai”

Ye hamaare aalim hai Allah unnper rehem karey.

Rijal Al-Toosi p.425 6117
Hum ne inke baare mea sunah hai aur inki saari rivaayatein qubool ki
Mujam Rijal AlHadeeth Sayed AlKhoei v.7 p.22-23 3940

Iss shaks ki sadaaqath ka inkaar nahi kiya jaa sakta

Ye sheikh Al-Najashy ki jaanib se hai aur inke saare aalim per etemaad hai.


3-)

Abi Abdullah Al-Hussain ibn Ali ibn Sufyan

Rijal Al-Najashi p.67-68 -162

Ek Aisa aalim jissper etemaad hai, aur ek acha dost hai

Sheikh Toosi in Rijalaho p.423 6092

Ye qeemti hai aur inka lakhab Abaa Abdullah hai
Wathqa Alama Al-Hili Khalasat Al-Aqwaal p.115

Ye sheikh per etemaad hai, aur ache dost hai aur bohhot qeemti hai


4-)
Ali ibn Sinaan Al-Musali AlAdl

Sheikh Al-Namaazi Al-Shahroodi in his book Mustadrakaat Ilm Al-Rijaal Al-Hadeeth 10071

Wo badlaav wale hai, aur rivaayatoun ko bohhot hee baariki se mukammil pesh karte hai.


5-)

Ali bin Hussein

Rijal Al-Najaashi p.261-262 -684:
Apne zamaane k bohhot hee azeem aalim aur saare aalim k sardaar aur unke fiqh aur unnper etemaad hai.

Rijal Al-Toosi p.432 6191

Motabar raavi hai jinki bohhot see taalifaat hai aur inka zikr humne fehraast mea bhi kiya hai.


6-)

Ahmed ibn Muhammed Al-Khaleel
Sheikh Ali Al Numaazi Al-Shahroodi in his book Ilm Al-Rijaal AlHadeeth 1532

Ye baat tayy hai k ye baariki se aur kaamil hai 

Al Sudooq ne inse rivaayatein li hai, jo jaafer ibn Muhammed Al-Alawi Al-Areethi jo Ali ibn Muhammed ibn Jaafer Al-Ahwaazi jo hadeeth fawaatem jo fazaayel Al-Shia kitaab e Imam safe 122 v 68 page 766
Mustadrak ilm e rijaal alhadeeth v1 page 434


AlGaiba p.103 jo Ali ibn Sinaan AlMusili Al Adel jo Ahmad ibn Muhammad AlKhaleel jo Muhammad ibn Saaleh Al-Hamdaani narration jo inke naam aur lakhab jo Muftathab Al-Athar jo iss rijaal ki sanad se lee hai v.9 p.125 v.36 p.216


7-)
Jaafer ibn Ahmad AlMasri

 Sheikh Ali Al-Namaazi AlShahroodi Mustadrakaat Ilm Rijal Al-Hadeeth 2533

 Inki bohot taarif hoti hai rivaayatoun mea v2 page 143

Tareekh Al-Islam AlThahabi v.23 p.139

Mirza Al-Noori kehte hai jab aksarriyath(Sunni)  shia ki hadees ka inkaar karti hai, ye daleel hai k rivaayat sahi hai aur etemaad hai.


😎

AlHassan ibn Ali

Rijal Al-Najaashi p.66 155

Ye motabar hai aur innper etemaad hai.


9-)

Ali ibn Sabaya

(Ali Al-Masri k waalid hai jo motabar raavi hai).






Sheikh Mirza Al-Noori  Sheikh tusi alaihir rehmaa ki kitaab Al-Ghayba mea Aakhri wasiyyath e Muhammed s.a.w.a ko rivaayat-e-sahi bataaya hai apni kitaab AnNajm us saaqib mea.