Yamaani, khurasani aur sufyani, teenooun mea sirf Yamaani kaisa aagaye, Suyfani Khurasani kahan hai?


Zahoor aur khurooj mea farq samajna zaroori hai 


Abhi Sirf zahoor hua hai,khurooj nahi hua hai, 


 sufyaani yamaani aur Khurasani ek hee saal ek hee mahine aur ek hee din Khurooj karenge (zahoor karenge nahi kaha gaya - Zahoor k liye neechay waali hadees per ghour kijiyea )





Imam Jafer As Sadiq alaihis salaam ne farmaaya: 


Sufyaani k aane se Pehle Yamaani aayega aur aayega




📗 Bihar ul anwaar vol 52 oag 210 Arabic


Note: Lehaaza teenoun ek hee saal ek hee mahine ek hee din Jung k liye khurooj karne se pehle ye laazim hai k jung ki tayyari bhi hogi aur ye zaahir bhi honge. Aur Sabse pehle Yamaani hee zaahir hoga aur wahi jung ki taabir bataayega aur wahi bataayega k khurasani kaun hai aur sufyaani kaun hai.




Nabi Muhammed S.a.w.a ne farmaaya: Aur sufyaani k khilaaf mashriq se Mahdi ka Wazeer uthega aur wo usse Ash-Shaam mea haraadega


Sharh Ahqaq AlHaq Section 29 page 620