Page 965 - Quran-e-Kareem
P. 965
th
th
112 al-ikhlaas 113 al-falaq (965) 30 para
th
SUREH AL-IKHLAS (MAKEEH) 4 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Tum kehdo k wo allah(1) ekta hai 112:1(jeem) allah beniyaaz hai
112:2(jeem) na wo kisi ka waalid hai (laa) aur na (wo khud) kisi se payda
hua 112:3(laa) aur naa koi uska humsar hai 112:4(1AIN4-37)
SUREH AL-FALAKH (MAKEEH) 5 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Tum kehdo k mea safayd subah (2) k maalik ki panah maangta hun
113:1(laa)her uss cheez k shar se jisko usne payda kiya 113:2(laa) aur
andheri raat k sharr se jab k wo chaah jaaye 113:3(laa) aur groh per
phoonk maarne waaloun (3) k sharr se (jab k wo phoonk mare) 113:4(laa)
aur hasad karne waale k sharr se jab k wo hasad (4) karey 113:5 (1AIN5-
38)

