Page 964 - Quran-e-Kareem
P. 964
th
th
110 an-nasr 111 al-masadd (964) 30 para
th
SUREH AN-NASR (MADANIYYA) 3 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Jab aayi allah ki madad aur fatah (hogaya makka) 110:1(laa)aur dekha
tumne logoun ko k khuda k deen mea groh (k groh) daakhil ho rahey hai
110:2(laa)to ab tum apnay rab k hamd ki tasbeeh parho aur usse talab e
maghferatt karo (toye)(swat) wo beshak badha tauba qubool karne wala
hai 110:3(1AIN3-35)
SUREH AL-LAHAB (MAKEEH) 5 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Toot jaaye dono haath abu lahab k (2) aur ghaarat hojaaye wo khud
111:1(toye) aur uska maal aur jo kuch usne kamaya uske kuch kaam na
aayega 111:2(toye) ankhareeb wo bhi lapat waali aag mea chala jaayega
111:3(jeem) (swat) aur uski joruu (bhi jahannum ka ) (toye) ayndhayn
uthaayi hui (chali jaayegi) 111:4(jeem) jiske galey mea aag ki rassi hogi
111:5(1AIN5-36)

