Page 792 - Quran-e-Kareem
P. 792

44       Sureh Duqqan               (792)                        25   para
                                                                                          th
                         th

               Parwardigaar hum se [is] azaab ko dur kerde hum yaqeenan imaan laane


               waale hain 44:12 ab unhen naseehat kahan se milgai, halanke unke paas

               khulker sunaane wala Rasool aachuka hai (laa)44:13 phir unhone us se


               muh pher liya tha aur ye kehdiya tha k ye to sikhaaya hua deewana hai

               (meem) 44:14  hum thode arse k liye azaab dur kerne waale hain aur tum


               phir wohi kerne wale ho (meem) 44:15 jis din hum badi se badi giraft


               karenge [ussi din to] hum badla lene waale hain 44:16 aur zaroor humne

               unse pehle firaoun ki qoum ki azmaish ki thi aur unke paas ek izzatdaar


               Rasool [ye hukum lekar] aya tha (laa) 44:17 k Allah k bandon ko mere

               hawale kerdo (toye) beshak main tumhaare liye ek amanat daar Rasool


               hoon (laa) 44:18 aur ye k khuda k berkhilaf takabbur na karo (jeem) main


               tumhaare paas numayan ghalbe k saath aaya hoon (jeem) 44:19 aur main

               apne parwardigaar ki aur tumhaare parwardigaar ki is baat se panah


               mangta hoon k tum mujhe sangsaar ker sako (zaal) 44:20 aur agar tum


               mujhper imaan nahin laate to mujhse juda ho jao 44:21 phir apne

               parwardigaar se dua ki k ye gunahgaar log hain 44:22 [hukum aya ke] pas


               tum mere bandon ko raat o raat le jao tumhaara peecha zaroor kiya


               jaayega (laa) 44:23 aur derya ko thehra hua chord dena yaqeenan wo
   787   788   789   790   791   792   793   794   795   796   797