Page 795 - Quran-e-Kareem
P. 795
45 Sureh Jaseeyah (795) 25 para
th
th
Khubsoorat hooron se karenge (toye) 44:54 aur unmein bekhauf har terah
k mewe pukar pukar ker talab karenge (laa) 44:55 pehli maot k siwa un
[jannaton] mein wo maut ka maza na chakhenge (jeem) aur ye tumhaare
parwardigaar ki inaayat hai jo unko azaab e jahannum se bachaega (laa)
44:56 yehi to {tumhaare rab ki taraf se} (toye) badi kamyabi hai 44:57 pas
siwaaye uske nahin hai k humne is [quran] ko tumhaari zabaan mein
bahut hi asaan kerdiya taake wo naseehat hasil Karen 44:58 pas tum bhi
intezar karo k ye bhi muntazir hain 44:59
SURAH JASEEYAH MAKEEH SUREH 37 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rehmaan o raheem k naam se [shuruu karta hun]
Haa Meem (jeem) 45:1 is kitaab ka utaara zabardast hikmat wale khuda ki
taraf se hua hai 45:2 beshak aasmanoun mein aur zameen mein imaan lane
walon k liye bahut se nashaniyan maojood hain (toye) 45:3 aur tumhaari
paidaish mein aur jitney zameen mein chalne walon ko, wo phaila deta
hai, unki paidaish mein un logon ko jo yaqeen rakhte hain nishaniyon
[maojood] hain (laa) 45:4 aur raat aur din ki aani jani mein aur jo rizq
Allah ne

