Page 853 - Quran-e-Kareem
P. 853
56 Sureh Al-waqia (853) 27 para
th
th
Surah Al-Waqi’a (makee) 96 Ayaats
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahmaan o Raheem khuda key naam se (shuru kerta hoon)
Jabkey qayamet waqae hojaye 56:1 (laa) jiskey waqae honey mein koi jhoot
nahi 56:2 (meem) (wo) passt karney waali (bhi) hai aur buland kerney
waali (bhi) 55:3 (laa) jisswaqt zameen aesi hilai jayegi jaisa k hilaaye janey
ka haq hai 56:4 (laa) aur pahardh aesey ukhardh diye jaingey jaisa key
ukhardh diye jaaney ka haq hai 56:5 (laa) phir wo phela hua ghubaar
hojaingey 56:6 (laa) aur tum teen groh hojaogey 56:7 (toye) pus daen taraf
waley kia kehney daen taraf walon key 56:8 aur baen taraf waley (laa)
phoot gaye naseeb baayen taraf walon k 56:9 (toye) aur agey berdhney
waley wo tu agey hi berdhney waley hain 56:10 (toye) (laa) nemat wali
jannatoun mein 56:11 (jeem) muqarrab-e-baargah tu wahi hain 56:12 ye
pehlon mein se bohhot se hain 56:13 (laa) aur pichlon mein sey thorey sey
56:14 (toye) soney key baney huye jaraav takhton per 56:15 (laa) aamney
saamney takiye lagaye baithey hongey 56:16 hamesha rehney waley larkey
gilaas aur lutiyan aur aesi sharaab key 56:17 (laa) jam liye huye 56:18 (laa)
unkey pass atey jaatey rahengey 56:19 (laa) jisey na unko kabhi dard-e-sar
hoga

