Page 188 - Quran-e-Kareem
P. 188
5 Sureh Al Maeda (188) 6 para
th
th
Aur muttaqi hojaate to hum unki baddiyoun se darguzar farmaate aur
unko nehmat waali jannatoun mea daakhil karte 5:65 aur agar wo taurayt
ko aur injeel ko aur jo kuch unke rab ki jaanib se (1) unke paas naazil ho
chuka usko qaayem rakhte to wo aasmaan ka bhi rizk khaate aur zameen
ka bhi (toye) un mea se ek grow to miya na ro (na haq per naa baatil balke
darmiyaan mea) hai (toye) aur unmea se bohhot se bohhot hee badd amal
hai 5:66(9AIN10-13) aye rasool jo kuch tumhaare paas tumhaare rabb ki
taraf se (ALI k baare mea )naazil kiya gaya hai usse pohonchaado (toye)
aur agar aisa na kiya to goya tumne apni risaalat hee na pohonchaayi
(toye) aur allah aadmiyoun k shar se tumko mehfooz rakhega (toye)
beshak allah munkir logoun ki rehbari nahi farmaata 5:68 tum kehdo k aye
ahle kitaab jab tak k tum taurayt ko aur injeel ko aur jo kuch tumhaare
rabb ki taraf se tumper naazil kiya gaya hai isko qaayem na rakho tum kisi
deen per nahi ho (6) (toye) (aye rasool) jo kuch tumhaare rab ki taraf se
tumper naazil kiya gaya wo unnlogoun mea se bohhot soun ki

