Page 185 - Quran-e-Kareem
P. 185
5 Sureh Al Maeda (185) 6 para
th
th
Aye imaan laane waalo jo tum mea se apnay deen se phir jaayega (1) (to
khuda ka kuch nuqsaan nahi) khuda ankhareeb aise logoun ko laayega
jinko wo dost rakhta hai aur usko wo dost rakhte hai (laa) mominoun k
liye wo rehem dil (2)hai (aur) kaafiraoun k liye sakht (zaal) raah e khuda
mea jehaad karte hai aur kisi milaamat (hausla kam)(3) karne waale ki
milaamat se nahi darte (toye) ye fazal e khuda hai jisko chaahe ataa
farmaaye (toye) aur khuda e taala as sahaab e wussaat o ilm hai 5:54
siwaaye iske nahi hai k haakim tumhaara allah hai aur uska rasool aur wo
log jo imaan laaye hai namaaz parhte hai aur haalat e ruku mea zakaat
dete hai (4) 5:55 aur jo allah ko aur uske rasool ko dost rakhega (wo grow
e khuda mea daakhil hai ) aur grow e khuda hamesha ghaalib rahenge
5:56(8AIN6-12) aye imaan laane waaloun jin logoun ne tumhaare deen ko
hansi thattha aur khilona banaaya hai (aur ) jo unn mea se hai jinko tumse
pehle kitaab dee gayi thi unko aur kuffaar ko apna dost na banaao (jeem)

