Page 192 - Quran-e-Kareem
P. 192
5 Sureh Al Maeda (192) 6 para
th
th
Wo baaz na aate they (toye) zaroor jo kuch wo karte they wo bohhot hee
bura tha 5:80 unn mea se bohhot se logoun ko tum kaafiraoun ka yaar
bante dekhogay (toye) jo baatein unke nafsoun ne unke saamne pesh ki
hai wo zaroor buri hai k khuda un se naraaz hua aur azaab mea hamesha
(hamesha) rahenge 5:81 aur agar wo allah per aur nabi per aur jo kuch un
per naazil kiya gaya hai ussper imaan laaye hotey to unko yaar na banaate
lekin unn mea se bohhot se badkaar hain 5:82 mominoun ka sabse zyaada
(1) dushman tum yahood aur mushrikoun ko paaogay jo ye kehte hai
(toye) iski wajah ye hai k unnmea (3) se baaz ulema hai aur baaz darwaysh
(raaheb ya sanyaasi) hai aur ye k wo takabbur nahi karte 5:83

