Page 681 - Quran-e-Kareem
P. 681
33 al-ahzaab (681) 22 para
nd
rd
Poochte hai (toye) tum kehdo k uska ilm alah k paas hai (toye) aur tumko
kia khabar hai shaayed qayamat hee ho 33:63 beshak allah ne kaafiraoun
per laanat ki hai aur unke liye bharakti hui aag tayyar ki hai 33:64(laa) jiss
mea wo hamesha hamesha rehne waale hongey (jeem) na koi himaayeti
paayenge aur na koi madadgaar 33:65(jeem) jiss din unke munh jahannum
mea aondha diye jaayenge wo ye kehte hongey k kaash hum allah ki
itaayat karte aur (kaash hum) rasool ki itaayat karte 33:66 ye bhi arz
karenge k aye (1) hamaare parwardigaar yaqeenan hum ne apnay
sardaaroun ki aur apnay barhey barhoun ki itaayat ki thi pass unhone
humko raah raaste se(2) bhatka diya 33:67 aye hamaare parwardigaar unko
iss azaab ka dohra hissa de aur unn per lanat (bhi) barhi see laanat karr
33:68(8AIN10-5) aye imaan laane waalo ! tum unn logoun k maanind na
hona jinhonay musa ko eeza dee thi phir jo kuch wo log kaha (4) karte
they allah ne musa ko to usse bari kiya (toye) aur musa allah k nazdeek
rodaar they 33:69 aye imaan laane waalo ! allah se daro aur theek (theek)
baat kiya karo (5) k 33:70 (laa) wo tumhaari khaatir se tumhaare kaamoun
k sawaar de aur tumhaare gunaahoun ko baksh de (toye) aur jo allah aur
(6) uss k

