Page 705 - Quran-e-Kareem
P. 705
36 Sureh Yaseen (705) 23 para
rd
th
aur mujhey ho kia gaya hai k mea uski ibaadat na karun jisne mujhko
payda kiya hai halaanke tum sab ki baazgasht bhi ussi ki taraf hogi 36:22
kia mea usse chor ker aise khuda banaalun k agar (khuda e) rehmaan
mujhey koi zarrar pohonchaana chaahey to unki sifaarish mere kuch bhi
kaam na aaye aur na wo mujhey churaa hee sakhey 36:23(jeem) mea to iss
suurath mea khuli tabaahi mea rehjaaonga 36:24 so ! (saahebo) sunn lo
mea to yaqeenan tumhaare parwardigaar per imaan laaya hun 36:25(toye)
(uss se ) kaha jaayega k tuu jannat mea chala jaa (toye) wo kahega k kaash
meri khoum k log bhi ye jaan lete 36:26(laa) k mujhey mere parwardigaar
ne kiss wajah se baksh diya aur muazzazeen {izzat waaloun} mea se qaraar
diya 36:27 aur iske baad uski khoum per (azaab dene k liye humne
aasmaan se koi lashkar nahi utaare aur na hamey utaarne ki koi zaroorat
thi 38:28 unn (ki giraftaari) k liye ek cheenkh kaafi thi k yakaayak wo bujh
kar rehgaye 36:29 bandoun k haal per kaisa afsos hai (jeem) koi rasool bhi
inke paas aisa nahi aata jiski ye hassi na urhaate ho 36:30 kia ye itna nahi
samajte k hum ne in se pehle

