Page 181 - Quran-e-Kareem
P. 181
5 Sureh Al Maeda (181) 6 para
th
th
Paak karna nahi chaaha (toye) dunia mea unke liye ruswaayi hai aur
aakheratt mea unke liye bohhot badha azaab hai 5:41 jhoot k barhe sunne
waale haraam k barhe khaane waale (1)(toye) agar tumhaare (2) paas aaye
to unke maabayn faysla kardo ya unse munh pherlo (jeem) aur agar tum
unse rogardaani karogay to wo hargiz tumhaara kuch na bigaadenge (toye)
aur agar faysla karo to unke maabayn insaaf se faysla karo (toye) beshak
allah mansafoun ko dost rakhta hai 5:42 aur ye tumko hukum banaate
kyun ker halaanke unke paas torayt hai jismea hukum e khuda moujuud
hai phir usse ye rogardaan hotey hai (jeem) aur haqeeqat mea ye momin
hee nahi hai 5:43(6AIN9-10) beshak humne taurayt naazil ki jissmea
hidaayat hai aur nuur hai (jeem) wo nabee jo matee e khuda yahoodioun k
faysle ussi k mutaabiq karte rahey aur issi tarah allah waale (3) log aur
olema jinko allah ki kitaab ki hifaazat supurd ki gayi thi aur wo uske

