Page 307 - Quran-e-Kareem
P. 307
th
9 Sureh at-taubah (307) 10th para
Usko halaal karle (toye) unke amaal ki badee unko achi karke dikhaayi
gayi hai (toye) halaanke Allah munkir logoun ki rehbari nahi fermata
9:37(5AIN8-11) aye imaan laane waaloun tumko ho kia gaya hai jiss waqt
tumse ye kaha jaata hai k raah e khuda mea (jehaad ki niyyat se ) niklo to
tum zameen per bojhal hojaate ho (1)(toye) kia tum aakheratt k muqaabil
zindagaani dunia per raazi hogaye ho (jeem) halaanke zindagaani dunia ka
sarmaaya aakheratt k muqaabil kuch bhi nahi hai magar heech (ghatiya)
hai 9:38 agar tum (jehaad ki niyyat se ) na niklogay to khuda e taala
tumko dardnaak azaab dega (pesh)(laa) aur tumhaare badle tumhaare
alaawa aur log le aayega aur tum uska kuch na bigaard sakogay (toye) aur
allah her cheez per (poori poori) khudrat rakhne wala hai 9:39 agar tum
rasool e khuda ki madad na karogay to (kuch parwa nahi) allah ne to uski
madad aise waqt ki thi jab k unn logoun ne jo kaafir hogaye they uss aisee
haalat mea nikaala tha k wo do mea ka (2) dusra tha (aur wo dusra bhi
yaar e shaatir na tha (3) balke baar e khaatir) jiss waqt k wo dono ghaar
mea they uss waqt hamara rasool apnay uss (4) saathi keh raha tha k (5)
(jo mouqe tere haath se nikal gaya ussper)afsos na ker (jeem) beshak allah
hum dono (yaani mere aur ali k) k saath hai pass (6) allah ne apnay
rasool per apni taskeen naazil farmaayi aur aise lashkaroun se unko madad
pohonchaayi jinko tumne nahi dekha aur kaafiraoun ki baat ko usne

