Page 712 - Quran-e-Kareem
P. 712

37      Sureh Saaffat                      (712)           23    para
                                                                                     rd
                         th





               SUREH AL SAFF’AAT(MADINEE) 182 AAYAT



               Bismillah Ar Rahman Nir Raheem


               Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)



               Khasam hai saff (1) baandh kar kharey honay waaloun ki 37:1(laa) phir


               khasam hai jhirakne waaloun ki 37:2(laa) phir zikr ki tilaawat karne


               waaloun ki 37:3(laa) beshak tumhaara maabud zaroor yekta hai 37:4(toye)

               aasmaanoun ka aur zamen ka aur jo kuch unn k maabayn hai unka


               parwarish karne wala aur mashriqou ka (2) maalik hai 37:5(toye) yaqeenan


               humne iss dunia k aasmaan ko sitaaroun ki zeenat se muzayyan {decorate}

               kiya hai 37:6(laa) aur her sarkash shaitaan k liye unn ko nigehbaan


               banaaya hai 37:7(jeem)  ab wo milaa e aala ki kansoyiyaan {chupker sun

               lena} nahi le sakte aur her taraf se unko bhagaane k liye maar parti hai hai


               37:8 (qaaf )(laam )(swat)  aur ye unke liye paayedaar azaab hai 37:9(laa)


               siwaaye  iske k koi urhti hui baat le bhaaga so ek sitaara tuut ker uska

               (bhi) peecha
   707   708   709   710   711   712   713   714   715   716   717