Page 123 - Quran-e-Kareem
P. 123
th
th
4 Sureh An-Nisa (123) 4 para
Chora ho wo thora ho ya bohhot uss mea aurtoun ka bhi hissa (toye)
wajib hai 4:7 aur jab duur k kharaabat waale aur yateem aur miskeen
taqseem e tarka k waqt haazir ho to usmea se kuch unko bhi dedo aur
unse narmi k saath baat karo 4:8 aur unn logoun ko darna chahyea jo agar
apnay peechey kamzor bacchey chor jaate to unko zaaya honay ka kaisa
khauff khaate (swat) pass laazim hai k wo allah se darey aur jachi(baraaber
ki) tuli baat kahey 4:9 bilaa shak jo zulm se yateemoun ka maal khajate hai
siwaaye iske nahi k wo apnay payt mea angaarey bharte hai (toye) aur wo
ankhareeb dahakti hui aag mea jaayenge 4:10(1AIN10-12) khuda tumko
tumhaari aulaad k baare mea wasiyyat karta hai (qaaf) k mard k liye do
aurtoun k baraabar hissa hai (jeem) phir agar fakhat betiyaan do (ya do) se
zaayed ho matruuka(marhoom ka chora hua samaan) ka dotehaayi(2/3 )
rd
unka hai (jeem) aur agar ek hee beti ho to uska aadha hai (toye) aur
mutawaffa(wafaat paane waale ) k maa baap mea se her ek k liye agar
muttawaffi ki

