Page 127 - Quran-e-Kareem
P. 127
th
th
4 Sureh An-Nisa (127) 4 para
Marjaate hai (toye) unke liye to hum ne dardnaak azaab mahiyya kiya hai
4:18 Aye imaan laane waalo ! ye tumhaare liye halaal nahi hai k tum
zabardasti(1) aurtoun ko miraas mea lelo (toye) aur na unko iss gharz (2)
se khayd rakho k jo kuch tum unko de chukay ho uss mea se kuch un se
cheen lo siwaaye us suurat k k unhonay khuli (3) badkaari ki ho (jeem)
aur unke saath ba nayki basar karo (jeem) phir agar tum ko unn se
karaahat hojaaye to shaayed ek cheez se tum karaahat rakhte ho aur khuda
ne ussi mea bohhot se khoobi rakhi ho 4:19(toye) aur agar tum ek zoujha
k badle dusri zouja karleni chahte ho (laa) aur un mea se ek ko bohhot sa
maal de chukay ho (4) to uss mea se kuch na lena (toye) kia tum bohtaan
lagaake ya khuli naa farmani karke wo waapas lelogay ?4:20 aur tum usse
kyun ker lelogay halaanke tum ek dusre k saath sohbat karchukey ho aur
wo (aurtein) tum se pakka ahad le chuki hai 4:21

