Page 612 - Quran-e-Kareem
P. 612

27    Sureh An-Naml                        (612)           20   para
                                                                                     th
                         th

               to hum unke liye zameen mea se ek chalne wala (1) nikaalenge jo unse


               baatein karega (laa) k log hamaari aayatoun per yaqeen nahi rakhte they

               27:82(6AIN16-2) aur uss din hum her ummat mea se ek ek aise grow ko jo


               hamaari aayatoun ko jhutlaaya karte they jamah karlenge phir wo baraabar

               kharey kiye jaayenge 27:83 yahaan tak k jab wo sab aajaayenge to khuda e


               taala unse farmaayega k kiya tumne hee meri aayatoun ko jhutlaya tha


               halaanke azroo e ilm ki tum unke ahaata nahi karsakte they  {Ilm k zariyea

               tum unko mukammil nahi samajh saktey } ya hum kuch aur kiya karte


               they ? 27:84 aur unke ber khilaaf baa ay’waz {unke badle mea} uske k wo

               naa farmaani karte they (hamara ) khoul poora hojaayega phir wo bol na


               sakenge 27:85 kia unhonay ghour nahi kiya k humne raat issliye banaayi


               hai k wo uss mea aaraam karein aur din ko dikhaane wala (muqarrar kiya

               hai) (toye) Beshak unn logoun k liye jo imaan rakhte hai iss mea


               nishaaniyan moujuud hain 27:86  aur jiss din suur phuuka jaayega to jo


               aasmanoun mea hai (3) aur jo zameen mea hai siwaaye unke jinko allah

               chaahe sab hee dahal jaayenge (toye) aur sab zaleel hoker uski huzoori mea


               chaley aayenge 27:87 aur (uss waqt) tum pahaardoun ko dekhogay k tum


               to unko qaayem  samajte hongay halaanke wo baadal ka sa chaal chal

               rahey hongay (toye) ye uss allah ki kaarigari hai jisne her cheez ko


               mazboot banaaya hai (toye) beshak jo kuch
   607   608   609   610   611   612   613   614   615   616   617