Page 667 - Quran-e-Kareem
P. 667
rd
33 al-ahzaab (667) 21st para
zehaar karlo tumhaari maa banaa diya hai (jeem) aur na tumhaare
{mutabanna} betoun ko (1) tumhaara (asli) beta bana diya hai (toye) ye to
tumhaare apnay munh ki kehenne hai (toye) aur allah haq haq farmaata
hai aur wahi theek theek raasta batlaata hai 33:4 le paalkoun ko unka
haqeeqee baap ka karke pukaara karo k khuda k nazdeek yahee baat
zyaada insaaf ki hai (jeem) phir agar tum unke baapoun ko na jaante ho to
wo deen mea tumhaare bhai aur tumhaare (deeni) dost hai (toye) aur jo
kuch tumse bhool chuk hojaaye usmea tumper koi ilzaam nahi lekin (uss
mea hai ) jiska qasad tumhaare dil karle (toye) aur allah badha bakhashne
wala (aur) rehem karne wala hai 33:5 nabiyo momineen ki jaanoun ka
khud un se zyaada (2) ikhtiyaar rakhne wala hai aur uski bibiyaan unki
maaye hai (toye) aur rishtedaar momineen o muhaajireen (4) mea se
khuda k nawishta k bamoujib baaz pe banisbat baaz k (miraas k ) zyaada
mustahaq hai aur ye aur baat hai k tum apnay auliya k saath (5) kuch
sulook karo (toye) kitaab mea likha hua hukum yahee hai 33:6(aur uss
waqt ko yaad karo) jiss waqt humne (6) payghambaroun se unka apna
apna ahad liya

