Page 668 - Quran-e-Kareem
P. 668
33 al-ahzaab (668) 21st para
rd
Aur tum se aur noah se aur ibrahim se aur moosa se aur isa ibn maryam se
(swat) aur hum ne unse ahad bhi sakht liya 33:7(laa) taa k khuda e taala
(1) sachoun se unke ye sach ki baabat sawaal karey (jeem) aur kaafiraoun
k liye usne dardnaak azaab tayyar kiya hai 33:8(1AIN8-17) aye imaan
laane waalo ! allah ki nehmat jo tumper hai usse yaad kiya karo jiss waqt
tum per lashker k lashker aa charey pass humne unn per hawa bheji aur
aise lashker jinko tumne nahi dekha (toye) aur jo amal tum kiya karte ho
allah uska dekhne wala hai 33:9(jeem) (uss waqt ko yaad karo) jab k
tumper bulandi ki taraf se bhi aaye aur pasti ki taraf se bhi aur jab maarey
darr k tumhaari aankhein kajj hogayi aur tumhaare (3) kaleje munh ko
aagaye aur tum khuda ki nisbat tarah tarah k gumaan karne lagey 33:10
ussi mouqe per mominoun ki aazmaayesh ki gayi aur unko bohhot hee
sakhti k saath hilaa dala gaya 33:11 aur (uss waqt ko yaad karo) jab k
munaafiq aur wo log jin k diloun mea rok tha ye kehne lagay k allah aur
uss k rasool ne hum se kuch waada nahi kiya hai magar Nirah dhoka 33:12
aur (uss waqt ko yaad karo ) jab k

