Page 669 - Quran-e-Kareem
P. 669
33 al-ahzaab (669) 21st para
rd
Unn mea se ek grow ne ye kehdiya k aye yasrab k rehne waaloun ab
tumhaare thayhernay ki jagah nahi rahi ab palat jaao (jeem) aur unn mea
se ek grow nabi se ye kehker ijaazat maangta tha k hamaare makaan ghair
mehfooz hai (pesh)(toye) halaanke makaanat ghair mehfuuz nahi hai
(pesh)(toye) wo to sirf bhaagna chahte hai 33:13 aur agar lashker unnper
atraaf se aajate phir khud unn se fasaad barpa karne ko kaha jata to zaroor
barpa kardete aur iss baare mea agar tokhaff karte bhi to kuch younhee sa
33:14 aur yaqeenan wo pehle se allah se ahad kar chukey they k peeth na
phayrenge (toye) aur allah k ahad k baabat baaz paras (bhi) ki jaayegi
33:15 tum ye kehdo k agar tum maut ya khatl se bhaagte ho to ye
bhaagna tumko hargiz nafa na pohonchayega aur uss suurat mea tum ko
faayeda (hayaat) bhi kam diya jaayega 33:16 tum ye kehdo k wo kaun hai
jo allah se tumko bachaa lega agar wo tumko azaab dena chaahe ya
tumhaare haq mea rehmat karna chaahe (toye) aur wo allah k siwaa kisi ko
na apna kaarsaaz paayenge aur na madadgar 33:17 yaqeenan allah tum
logoun mea se dere karne waaloun ko bhi

