Page 760 - Quran-e-Kareem
P. 760
th
41 Sureh haa meem (760) 24 para
st
Azaab daykh ker machlenge tu Allah k uss qaidaa k mawafiq jo uske
bando mea barabar jarii raha hai unka imaan unko koi nafa na
poochaeayga aur kafir wahan tutay hee mea raheingay (AIN) 40:85
SUREH HAA MEEM ALSAJDAT 54 Aayat
Rahman (o) raheem khuda k naam say (sharoo karta ho)
HA MEEM (toye) 41:1 rehman-o- raheem ki taraf say iss kitaab ka utaara
hai ( jeem) 41:2 jiske ehkaam saaf saaf hain – unlogo k liye jo samaj
rukhtay hain arabi zabaan ka quran kushkhabri sunaane waala (laa) 41:3
aur daranay waala hai (jeem) pass unme se bohhat soun ne roohgardani ki
so wo nahi suntay 41:4 aur unhonay yeh kehdiya k hamaare dil tu usski
taraf say jiski taraf tum bulaate ho ghelaaf mea hain aur hamaare kanoo
mea thay-thee hai {kaan bandh hai} aur hamaare darmiyaan aur tumhaare
darmiyaan ek aarhay hai pass tum ( apnay deen per) amal kiyeh jao hum (
apnay deen per) amal karte raheingay 41:5 tum yeh kehdo k mea ( soorat
mein ) to tum hee jesa aadmi hun ( magar farq yeh hai k) meri taraf yeh
‘wahi’ ki jati hai k tumhaara khuda khuda-e-yakta pas tum ussi ki taraf
seedhay hojaao

