Page 762 - Quran-e-Kareem
P. 762

41    Sureh haa meem                       (762)                        24   para
                                                                                                 th
                         st





               Sab say neechay waale aasmaan ko humnay sitaro (kay chiragho) say

               zeenut dee (toye) aur (usski ) nighaybani ( bhi ki) yeh zabardast sahib-e-


               ilm ki qaraardad hai  41:12 pas agar wo issper bhi rooh-gardah ho to tum


               kehdo k mea tumko waysi hee bijlee say darata ho jaysi bijlee (qaum-e-)

               Aad –o-Samood per giree thee (toye) 41:13 jabkay unke pas rasool unke (


               paida honay say ) pehle say ( bhi) (yeh hukam lekar ) aaye aur unke baad

               (bhi) k tum siwaaye khuda k kisi aur ki ibaadat na karo  (toye) (aur)


               unhonay (jawab mea) yeh kaha k agar hamara parwardigar chahta tu


               farishtay bhejdayta pass tumko jo kuch (hukum) daykar bheja hai hum

               uske munkir hee raheingay 41:14 aub rahi ( qaum-e-) aad tu unhonay


               naahaq (naahaq) zameen mea bara banna chaha aur yeh kaha k quwwat


               mea hum say zyada hai kon? (toye) kya wo itnaa bhi na samjay k wo Allah

               jis nay unko paida kiya hai wo quwwat mea unsay kaheen zyada hai (toye)


               – beheraal wo hamaari aayatoun ka inkaar hee karte rahay 41:15 pas hum


               nay (bhi) unke munh per manhoos dino mea baad-e-sir sir bhejdi – taake

               hum unko zindagaani dunya mea ruswaayi k azaab ka mazaa
   757   758   759   760   761   762   763   764   765   766   767