Page 130 - Quran-e-Kareem
P. 130
th
th
4 Sureh An-Nisa (130) 5 para
(wo) afeefa(paak daaman) hona badkaari aur na chori chupay aashnaayi
karne waaliyan (jeem) phir jab wo nikah mea aajaaye aur badkaari karey to
unko azaad aurtoun ki ba nisbat aadhi sazaa dee jaayegi (toye) ye (tajweez)
unke liye hai jo tum mea se zehmat tajarrud (shaadi) se darte ho (toye) aur
sabr karna tumhaare liye bohhot hee acha hai (toye) aur allah badha
bakhashne wala rehem karne wala hai 4:25(4AIN3-1) allah ye iraada
farmaata hai k tumhaare liye tum se pehle waaloun k qaayde kholker
bayaan karde aur batlaade aur tumhaari touba qubool karle (toye) aur allah
jaanne wala hikmat wala hai 4:26 aur khuda to chaaheta hai k tumhaari
touba qubool karle (qaff) aur jo log khuwaahishoun k paaband hai wo ye
chaahete hai k tum poore munharef(inkaar) hojaao4:27 allah taala ka
iraaada hai k tumhaare baarey mea taqfeef(kami) karde (jeem) aur insaan
kamzor payda kiya gaya hai 4:28 Aye Imaan laane waalo ! ek dusre k maal
naa haq na khajao siwaaye (2) iss k

