Page 132 - Quran-e-Kareem
P. 132
th
th
4 Sureh An-Nisa (132) 5 para
Tumne ahad baandh liye hai (1) to unka hissa unko dedo (toye) beshak
khuda her cheez ka gawah hai 4:33(5AIN8-2) mard aurtoun per haakim
hai (ek to) uss fazeelat k sabab (2) jo khuda ne ek dusre per dee hai aur
(dusre) apnay maal kharch karneke sabab se (toye) pass nayk
baqtein(rooh) to itaayat karne waaliyan hai aur peet peechey in cheezoun
ki hifaazat karne waaliyan jinki khuda ne hifaazat chaahi(toye) aur jinki
naafarmani ka tum ko khauff ho unko nasiyyat karo aur unke bistaroun
per unko chordo (3) aur unko maaro (jeem) phir agar wo tumhaari itaayat
karlein to un per kisi tarah beja (bila wajah) zyaadati na karo (toye)
beshak allah buzurg o bartar hai 4:34 aur agar tumko shouhar aur zouja ki
mukhaalifat ka andesha ho to ek panj mard(panchayat) k kunbe se bhejdo
aur ek panj aurat k kunbe se (jeem) agar wo dono islaah ka irada karenge
to allah un dono mea milaap karaadega (toye) beshak allah saahib e ilm o
khabr hai 4:35 pass allah ki ibaadat karo aur kisi cheez ko uska shareek

