Page 178 - Quran-e-Kareem
P. 178
5 Sureh Al Maeda (178) 6 para
th
th
Iss kauwway k maanind hojaaon aur apnay bhai ki haalat badd(laash) ko
chupaadun (jeem) gharz k wo(1) naadim hua 5:31(pesh) (jeem)(laa) issi
sabab se humne (pesh ) (jeem) bani israayeel (2) per laazim kardiya k jo
shaks kisi nafs ko baghair dusre nafs k qisaas k ya baghair zameen mea
fasaad kiye khatl kardaale pass aesa hai goya usne kull aadmiyoun ko khatl
kardaala (toye) aur jisne ek nafs ko zinda kardiya to goya usne kull
aadmiyoun ko zinda(4) kardiya (toye) aur yaqeenan hamaare rasool unke
paas khuli daleelayn lekar aaye phir uske baad unmea se bohhot see
zameen mea zyaadatiyaan karne lagey 5:32 siwaaye iske kia jazaa hai unn
logoun ki jo allah aur uske rasool se larte hai aur zameen mea fasaad
phaylaate hai k wo khatl kardiyea jaayen ya sooli dediye jaayen ya unke
haath aur paaon ek dusre k mukhaalif kaat diye jaaye ya wo apnay mulk se
jilaa watan kardiye jaaye (toye) ye to unki dunia ki ruswaayi hai aur
aakheratt mea unke liye

