Page 673 - Quran-e-Kareem
P. 673
33 al-ahzaab (673) 22 para
nd
rd
Aur tum mea se jo allah aur uske rasool ki farmaabardari karengi aur nayk
amal bajalaayengi to hum usko (1) uska ajar (bhi) dohra denge (laa) aur
hum ne uske liye achi rozi (bhi) tayyar kar rakhi hai 33:31 aye nabi ki
aurtoun ! agar tum parhezgaari karo to tum aur aurtoun k maanind nahi
ho pass dabee zabaan se baatein na kiya karo k wo shaks jiske dil mea rog
hai kisi tarah ka laaj karey aur nayk (yaani shak se bachi hui) baatein kiya
karo 33:32(jeem) aur apnay gharoun mea (izzat o khwaar se ) (2) baythi
raho aur qadeem jaahiliyyat ka saa banaav sangaar karke baahar na niklaa
karo aur namaz parha karo aur zakaat diya karo aur (baraabar) allah aur
uske rasool ki itaayat karti raho (toye) aye ahlebait (3) siwaaye iske nahi
hai k khuda ye chahta hai k tum se her qism k rijs ko duur karde aur
tumko aesa paak karde jaisa k paak karne ka haq hai 33:33 (jeem) aur
tumhaare gharoun mea khuda ki aayatein aur hikmet ki baatein jo parhi
jaati hai unhe yaad rakho beshak khuda e taala barha baarik been hai (aur)
khabardaar hai 33:34(2AIN7-1) yaqeenan farma bardaar mard aur farma
bardar aurtein (4) aur imaan waale mard

