Page 745 - Quran-e-Kareem
P. 745

40   Sureh Al-Momin                 (745)                        24   para
                                                                                          th
                         th

               Say hai (laa) 40:2 jo gunah ka bakeshnay wala hai aur tauba ka qabool


               karnay wala hai – sakht azaab dene wala (bhi) hai (aur fazl-o-kara wala

               bhi) uske siwa koi mabood nahi hai 40:3sabki baazgusht ussi ki taraf hai


               (toye) siwaaye unlogoun k jo kafir hogaye  khuda k ehkaam mea koi aur

               nahi jaghurta so tumko unka shehro mea chalna phirna dhokey mea naa


               daale 40:4 inn say pehle nooh (a.s)  ki qaum ne (bhi) takzeeb ki thee aur


               unke baad aur grohon ne (bhi) (swad) aur her (her) ummut  apnay

               (apnay) rasool ki nisbat yeh irada kiya thaa k ussay giraftaar karlein aur


               batil k zaryeh say wo jaghurtay thay k ussay Haq ko zaaeil kardein tub

               mea nay unko dhur pakra tu phir mera azaab kesa raha? 40:5 aur issi


               terhan tumhaaray parwardigar ka kalma unlogo k barkhilaaf jo kafir


               hogaye poora utrayga k wo jahunamee han(meem) 40:6 Jo ( farishtay) arsh

               ko uthaaye huwe hain aur jo uske gird agird{chaaro taraf se}  hain wo (


               baraabar) apnay rab ki humd ki tasbeeh phartay rehtay hain aur ussii per


               imaan rukhtay hain aur jo log imaan laaye hain unke liye magfirat talub

               karte han (jeem)
   740   741   742   743   744   745   746   747   748   749   750