Page 843 - Quran-e-Kareem
P. 843
54 Sureh Al-Qamar (843) 27 para
th
th
Ussi key zimey hai 53:47 (laa) aur ye key ussi ney maaldaar aur sahib-e-
serwat banaaya 53:48 (laa) aur ye key wohi (sitaare ) shoora ka malik hai
53:49 (laa) aur ye k ussi ney pehley aad ko halak kia 53:50 (laa) aur
samood ko istarhan k kisi ko baakhi na chora 53:51 (laa) aur noah ki qaom
ko (unsey) pehley hi (toye) yaqeenan wo barey zalim aur barey sarkash
they 53:52 (toye) aur ulti hui bastiyon ko ussi ney de patkha 53:53 (laa)
phir unper guzri jo kuch guzri 53:54 (jeem) pus tum apney perwerdigaar ki
kaun kaun si nematon mein shak kertey ho? 53:55 ye tu pehley daraaney
waloun mein se ek daraney wala hai 53:56 aaney waley khareeb aponchey
53:57 (jeem) Allah k siwa uska taalney wala aur koi nahi hai 53:58 (toye)
kia tum isbaat se tajub kertey ho 53:59 (laa) aur hastey ho aur rotey nahi
53:60 (laa) aur tum khel kood mein lagey huye ho 53:61 pus khuda k
wastey sajda karo aur ussi ki ibaadat karo 53:62 (hamza)
Surah Al-Qamar (make) 55 Ayaats
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rehmaan o Rahmeen khuda k naam se (shuru kerta hoon)
Qayamat khareeb agayi aur chand shaqh hogaya 54:1 aur ager ye log koi
mojizah (bhi)

