Page 930 - Quran-e-Kareem
P. 930
th
th
78 Sureh Al-Naba (930) 30 para
Phir tum grow k grow hoker aajaaogay 78:18(laa) aur aasmaan kholdiya
jaayega to usmea darwaaze (dar-waale) hojaayenge 78:19(laa) aur pahaad
chalaaye jaayenge to wo chamakta hua rayt hojaayenge 78:20(toye) beshak
jahannum ghaat ki jagah (aur) 78:21(laa)(swat)sarkashiyoun k rehne ka
muqaam hai 78:22(laa) jismea wo muddatoun rahenge(2) 78:23(jeem) naa
usmea thandey paani ka mazah chakenge aur na siwaaye garam pani
78:24(laa) aur behti peep k kisi aur peeney ki cheez ka 78:25(laa) (unke
aqaayed aamaal ka) ye poora (poora) badla hoga78:26(toye) beshak wo
hisaab (o kitaab) ki umeed na rakhte they 78:27(laa) aur hamaari
nishaaniyoun ko (bohhot kuch) jhutlaaya karte they 78:28(toye) aur
humne likh (likh) ker her cheez ka shumaar karliya hai 78:29(laa) lehaaza
(hum kahenge k) chakho k hum siwaaye azaab k tumhaare liye aur kuch
na barhaayenge 78:30(1AIN30-1) beshak parhezgaaroun k liye kaamyabi
hai 78:31(laa) (yaani) baaghat aur anguur78:32(laa) aur naukhees hamsin
aurtein 78:33(laa) aur chalakta hua pyaala 78:34(toye) wo unn (jannatoun)
mea na koi behuda baat sunenge aur na koi jhoot78:35(jeem) ye tumhaare
parwardigaar ki taraf se badla hoga aur poora(poora) atiyaa 78:36(laa)
(yaani) aasmanoun k aur zameen k aur jo kuch un dono k maabayn hai
uske maalik (khuda e ) rehmaan ki taraf se jisse wo baat na karsakenge
78:37(jeem) (uss din) jiss din ruuh (jo farishtoun se

