Page 935 - Quran-e-Kareem
P. 935
th
th
80 Sureh Abasa (935) 30 para
Phir raah uske liye asaan kardi 80:20(laa) phir usse maut di phir usse
khabr mea pohoncha diya 80:21(laa) phir jab chaahega usse utha
bithaayega 80:22(toye) koi nahi jo kuch khuda ne usse hukum diya usse
usne poora na kiya 80:23(toye) ab insaan ko chahyea k (1) apnay khaane ki
taraf ghour karey 80:24(laa) k hum ne paani zor se barsaya 80:25(laa)phir
humne (hee) achi tarah se zameen ko phaardh diya 80:26(laa) phir humne
(hee) usmein ghalla 80:27(laa) aur angoor aur chaara 80:28(laa) aur
zaytuun aur khajurayn 80:29(laa) aur gunjaan baagh 80:30(laa) aur
mayway aur ghaans(2) 80:31(laa) khud tumhaare nafa k liye aur tumhaare
chaupaaye k nafa k liye payda kar diye 80:32(toye) phir jab kaanoun k
parde phaard dene waali (cheekh) aajaayegi 80:33(zaal) to uss din aadmi
apnay bhai se (3) 80:34(laa) aur apni maa se aur apnay baap se 80:35(laa)
aur apni joruu se aur apnay bacchoun se bhaagta phirega 80:36(toye) aur
uss din un mea (4) se her shaks ki ek (khaas) haalat hogi jo usse (auroun
se ) beparwa kardeygi 80:37(toye) bohhot se chehre to ussdin roshan
khindaan (aur)80:38(laa) saadma {khush o khurram} hongay 80:39(jeem)
aur bohhot se chehre uss din gardh mea athey huye hongey 80:40(laa) k
unn per siyaahee chah jaayegi 80:41(toye) (akhiruz-zikr) yahee to

