Page 934 - Quran-e-Kareem
P. 934
th
th
80 Sureh Abasa (934) 30 para
Rahey hai magar sham ki sham (1) ya subah ki subah 79:40(2AIN20-4)
SUREH ABASA (1) (MAKEEH) 42 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
(ek shaks ne is se ) taywari charaayi aur munh pher liya 80:1(laa) k nabee
k pass ek naabina aagaya 80:2(toye) aur tujh ko kia maalum hai shayad k
wo paakeeza hojaaye 80:3(laa) ya nasiyyat haasil karle to wo nasiyyat usko
nafaa pohonchaaye 80:4(toye) lekin jo maaldar hai 80:5 (laa) uske liye to
wo aamada rehta hai 80:6(toye) halaan k tujhko uski parwah na honi
chahyea k wo paakeeza nahi hota 80:7 (toye) aur wo jo tere pass nayki ki
gharz se aata hai 80:8(laa) aur wo (khuda se bhi) darta hai 80:9(laa) to usse
tuu arz karta hai 80:10(jeem) haq ye hai k ye quran (ka surah) to ek
nasiyyat hai 80:11(jeem) pass jo chaahe isse yaad rakhey 80:12(meem) (asal
kitaab) muazzaz buland martaba 80:13(laa) aur paak saheefoun mea hai
80:14(laa) jo naykokaar buzurg 80:15 (laa) safeeroun k haathoun mea rahi
80:16(toye) ghaarat ho insaan wo kaisa na shukra hai 80:17(toye) usse
khuda ne payda kiss cheez se kiya hai ?80:18(toye) nutfa hee se to usse
payda kiya (toye) phir uske liye taqdeer muqarrar ki 80:19 (laa)

