Page 932 - Quran-e-Kareem
P. 932
th
th
79 Sureh Al-Naaziat (932) 30 para
Kia hum (marne k baad) pehli haalat per lauta diye jaayenge? 79:10(toye)
kia uss waqt bhi k hum khokli haddiyan hojaayenge (hum zinda ho sakte
hai)? 79:11(toye) (kaafiraoun ne) kaha k uss(1) suurat mea to ye lautna
badhaa hee nuqsaan dene wala hai 79:12(meem) (nafas soor ki ) awaz to
sirf ek jhirdki {daant} hogi 79:13(laa) k yakaayak wo ek khuley maydaan
mea hongay 79:14(toye) aaya tumhey musa ka khissa pohoncha hai ?
79:15(meem) jab (3) k unko unke parwardigaar ne tawaa k paak maydaan
mea pukaar kar kaha 79:16(jeem) firaoun k pass jaao wo sarkash hogaya
hai 79:17 (swat) phir usse kaho k aaya tujhey is baat ki khwaahish hai k tu
( shirk se) paak hojaaye 79:18(laa) aur mea tujhey tere parwardigaar ki
raah batlaadu k tuu darey ? 79:19(jeem) chunaanchey isko buri se buri
nishaaniyan dikhlaayi 79:20(zaal swaat) phir usne jhutlaya aur nafarmani
ki 79:21 (zaal swat) phir rogardaan hua 79:22(zaal swat) aur (berkhilaaf)
tadbeer karne laga(qaaf)(fe) phir logoun ko jamah kiya aur pukaar kar
kaha k mea tum sab k sab se aala parwardigaar hun 79:23(zaal swat) phir
khuda ne isko khoul e aakhir aur khoul e awwal k (4) azaab mea dhar
pakda 79:24(toye) beshak is (waaqaye) mea uss shaks k liye ibrat hai jo
darey 79:25 (toye)(1AIN26-3) aaya khilqat mea tum zyaada mazboot ho ya
aasmaan (toye) jisko usne banaaya hai ?79:27 (wao qaff) (toye) uski bulandi
ko barhaya phir usko durust kiya 79:28(laa) aur

