Page 931 - Quran-e-Kareem
P. 931
th
th
79 Sureh Al-Naaziat (931) 30 para
Barhker hai) aur farishte saf ba saf kharey hongey (toye)(qaaf)(laa) (magar)
baat na karte hongay siwaaye uske jisse (khudaaye) rehmaan ne ijaazat
(1)dee ho aur wo (bhi theek) theek kahega 78:38 ye din barhaq hai (jeem)
ab jo chaahe apnay parwardigaar k pass thikaana banaale 78:39 beshak
humne tumko khareeb aane waale azaab se daraya (ha) (jeem) (uss din k
azaab se ) jiss din aadmi wo kuch dekh lega jo kuch uske haathoun pehle
ho chukka hai (jeem) aur kaafir ye kahega k kaash mea (aaj) mitti hota
78:40(2AIN10-2)
SUREH AL NAAZIAT (MAKEEH) 46 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Qasam hai ba shiddat(3) jaan nikaalne waale farishtoun ki 79:1(laa) aur
bohhot aahista rooh khaynch lene waaloun ki 79:2(laa) aur qasam hai
ruuhoun k saath (saath) tayrte phir ne waaloun ki 79:3(laa) phir sabakhat
karke (jannat ki taraf) lejaane waaloun ki 79:4(laa) phir(amoor e aalam) ki
takbeer karne waaloun ki 79:5(meem) jiss din(nafas soor ki) ek badhi
dehlaani waali awaz aayegi 79:6(laa)uske baad ussi ki (ek) dusri awaz
aayegi 79:7(toye) dil uss din sakht khauff zada hoyenge 79:8(laa) aankhein
un (dilon) ki jhuki hui hongi 79:9(meem) (kuffar)kehte hai k

