Page 136 - Quran-e-Kareem
P. 136
th
th
4 Sureh An-Nisa (136) 5 para
Kitaab dee gayi hai uss per imaan laao jo kuch humne naazil kiya hai darr
haalanke jo kuch tumhaare pass pehle se hai wo uski tasdeeq bhi karta hai
khabl iske k hum chehre bigaade aur phir unko pusht ki taraf pher de ya
unnper aisee hee laanat karey jaisee humne as haab e sabt per laanat ki thi
(toye) aur amr e khuda hoker rahega 4:47 yakheenan allah isko to na
bakshega k uske saath shirk kiya jaaye aur iske maasewa jisko chaahe (1)
baksh de (jeem) aur jisne allah se shirk kiya to usne yakheenan bohhot
badha gunah kiya 4:48 kia tumne unko nahi dekha (2) jo apnay nafoos ko
paak kharaar dete hai ? (toye) balke allah jisko chaaheta hai paak qaraar
deta hai aur unnper soot barabar zulm na kiya jaayega 4:49 dekho to sahi
ye allah per kaisa jhuuta bohtaan baandhte hai (toye) aur saree(waazey)
gunah k liye yahee kafi hai 4:50(7AIN8-4) kia tumne unnlogoun ko nahi
dekha jinko kitaab e khuda se behra diya gaya hai wo jibt aur taghuut per
imaan(3) laate hai aur jo munkir hogaye hai

