Page 165 - Quran-e-Kareem
P. 165
4 Sureh An-Nisa (165) 6 para
th
th
Jo haq kalaam karne ka tha 4:164(jeem) (aise) rasool (jo) khush khabri
dene waale (bhi) they aur daraane waale (bhi) taake unke aaneke baad
allah per aadmiyoun ki koi hujjat baakhi na rahey (toye) aur allah
zabardast hikmat wala hai 4:165 lekin (2) allah iske baab mea jo kuch
tumper naazil kiya gaya hai gawahi deta hai k usne apnay ilm se naazil
kiya hai (jeem) aur farishtey (bhi iss baat ki) gawahi dete hai (toye)
halaanke gawahi allah (hee) ki kaafi hai 4:166 beshak jo log kaafir hogaye
ar unhone raah e khuda se roka wo gumraahi mea bohhot barh gaye 4:167
jin logoun ne yakheenan kufr (bhi) (3) kiya aur zulm (bhi) kiya allah ka ye
kaam nahi hai k unko bakshde ya unko koi aur raasta 4:168(laa) siwaaye
jahannum k raaste k batlaaye jismea wo hamesha hamesha rahenge (toye)
aur allah k liye ye baat asaan hai 4:169 aye aadmiyoun yakheenan rasool
tumhaare rab ki taraf se (4) tumhaare paas haq lekar aaya hai pass usse
maanlo tumhaare liye behtar hai aur agar inkaar karogay to aasmanoun
mea aur zameen mea jo kuch hai zaroor allah ka hai (toye) aur allah

