Page 282 - Quran-e-Kareem
P. 282
th
8 Sureh al-anfal (282) 9th para
Aur jo kuch humne unko diya hai usmea se hamaari raah mea kharch kiya
karte hai 8:3(toye) wahi log haqeehee momin hai (toye) unhee k liye unke
parwardigaar k paas darje hai aur bakhsheesh hai (1) aur abroun(halaal) ki
rozi hai 8:4(jeem) jaisa k tumhaare parwardigaar ne tumko tumhaare gher
se ek umr e haq k liye nikaala tha (swat) halaanke momineen ka ek grow
isko naa pasand karne wala tha 8:5 ye log tumse haq k baarey mea jhagarte
hai baad iske k haq khul chuka hai goya wo aankhoun dekhte maut ki
taraf haanke jaate hain 8:6(toye) (uss waqt ko yaad karo ) jab k khuda ne
tum se waada kiya tha (2) k do growhoun mea se ek tumhaare haath
lagega aur tum ye chahte they k kam shaan o shoukat wala tumhaare
haath lagey aur munkhata karde 8:7(laa) taa k haq ko haq saabit karde aur
baatil ko baatil goah mujrimoun ko bura lagey 8:8(jeem) (uss waqt ko yaad
karo) (4) jab k tum apnay parwardigaar se faryaad karte they aur usne
tumko jawaab

