Page 297 - Quran-e-Kareem
P. 297
th
8 Sureh al-anfal (297) 10th para
Aur unhonay hijrat ki aur tumhaare saath hoker jehaad kiye wo bhi
tumhee mea majsoob[shaamil] hai (toye) aur rishtedaar (1) hukum khuda
k ba moujib ek dusre k wiraasat k zyaada mustahaq hain (toye) beshak
allah her cheez ka (poora poora) jaanne wala hai 8:75(10AIN6-6)
SUREH AT-TAUBAH (2) (MADINIYYA) 129 AAYAT
Allah aur uska rasool (3) uss ahad se bari hain jo tum ne mushrikeen se
kiya tha 9:1(toye) pass (aye mushrikoun !) chaar mahinay mulk mea chalo
phirou (4)aur ye samajh lo k tum allah k aajiz karne waale nahi ho (laa)
aur allah kaafiraoun ka rusva karne wala hai 9:2 aur allah aur uske rasool
(5) ki taraf se hajj akbar k din kull aadmiyoun k liye elaan (6) (kiya jata )
hai k allah aur uska rasool mushrikoun se dast bardaar hai (pesh)(laa) phir
agar (toye) tum touba karlo to tumhaare liye behtar hai (jeem) aur agar
rogardaan rahogay to ye samajhlo k tum allah k aajiz karne waale

