Page 936 - Quran-e-Kareem
P. 936
th
th
81 Sureh at-takweer (936) 30 para
Kuffar (aur) badkaar hai 80:42(1AIN42-5)
SUREH AT-TAKWEER (1) (MAKEEH) 29 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Jab k suuraj ki roshni lapat di jaayegi 81:1(laa)(swat) aur jab k taaroun ki
roshni jaatey raheygi 81:2(laa)(swat) aur jab k pahaad chalaaye jaayenge
81:3(laa)(swat) aur jabke gayabhan(1) oontniyan bekaar hojayengi
81:4(laa)(swat) aur jab k jaanwar jamah kiye jaayenge81:5(laa)(swat) aur
jab k daryaaoun mea aag lag jaayegi(2) 81:6(laa)(swat) aur jab k (nayk-wa-
badd) nafsoun k jordhey milaaye jaayenge81:7(laa)(swat) aur jab k zinda
dafan ki hui (larki) se sawaal kiya (4) jaayega 81:8(laa)(swat) k wo kiss
gunah per maari gayi thi 81:9(jeem) aur jab k naam e amaal phaylaaye
jaayenge 81:10(laa)(swat)aur jab k aasmaan apnay muqaam se khech liya
jaayega 81:11 aur jab k dozakh bardhkaayi jaayegi 81:12(laa)(swat) aur jab
k jannat khareeb kardi jaayegi 81:13(laa)(swat) to her nafs jaan lega k wo
(kia) kia lekar aaya hai 81:14(toye) to khasam hai mujhko chupne aur
81:15(laa) chalne waaloun aur phir chupne waaloun (5) ki 81:16(laa) aur
raat ki

