Page 273 - Quran-e-Kareem
P. 273
th
7 Sureh al-araf (273) 9th para
Jo badee se baaz rakha karte they aur unko jo naafarmaniyaan kiya karte
they bawaja unki naafarmaniyoun k barhe azaab mea giraftaar karliya
7:165 phir jab unhonay uss se sarkashi ki jiss se unko manah kiya gaya tha
to humne unse keh diya k (ab tum) zaleel Bandar banjaao 7:166 aur (uss
waqt ko yaad karo) (1) jab k tumhaare parwardigaar ne aagah kardiya tha
k unn per qayamat tak k liye kisi aese ko zaroor muqarrar karta rahunga
jo unko sakht azaab diya karenga (toye) beshak tumhaara parwardigaar
bohhot jald azaab dene wala hai (jeem) aur beshak wo barha bakhashne
wala (aur) rehem karne wala hai 7:167 aur humne unke grow k grow
zameen mea mutaffarraq kardiye (jeem) kuch to unmea se nayk hai aur
kuch uske khilaaf (jeem) aur humne naykiyoun aur baddiyoun se unki
aazmayesh ki taa k wo baaz rahein 7:168 pass unke baad unke qaayem
muqaam aise (2) naalayekh huye jo kitaab k to waaris baney (aur) iss
haqeer dunia ki puunji (3) ko lete jaate hai(zaal) aur ye kehte jaate hai k
ankhareeb hamaare gunah bakshdiye jaayenge (jeem) halaanke waise hee
(4) poonji agar unko (phir) miley

