Page 269 - Quran-e-Kareem
P. 269
th
7 Sureh al-araf (269) 9th para
To unhonay lauhayn uthaaliye (jeem) aur uske nusqoun mea unn logoun k
liye hidaayat o rehmet thi jo apnay parwardigaar se darte rehte hai 7:154
aur musa ne apni khoum mea se sattar aadmi hamaare muqarrar waqt k
liye chant liye (jeem) phir jab unko zalzaley ne aaliya to (musa ne ) arz ki
k aur mere parwardigaar agar tu chaahta to unko aur mujhey pehle hee
halaaq kardeta (toye) kia tu hamey uss kartoot k aoz halaaq karta hai (1)
jo hum mea se bewaqoof logoun ne ki hai (jeem) ye to teri hee jaanib se
aazmayesh hai (toye) iske zariyea se jiss se tu chahta hai taufeeq hidaayat
sulb karle aur jisse tu chaahe hidaayat farmaade(toye) tu hee hamara
maalik hai pass tuu hamein bakshde aur hum per rehem farmaa aur tuu
sabse acha bakhashne wala hai 7:155 aur iss dunya mea hamaare liye
khuubi likhde aur aakheratt mea (jannat) yaqeenan humne tere (hee)
huzor mea touba ki hai (toye) (khuda e taala ne) farmaya k mea apna
azaab to jisse chahta pohonchadeta hun (jeem) aur rehmat meri her cheez
ko haawi(2) hai (toye) pass ankhareeb mea unn logoun k liye jo darr te
rehte hai aur zakaat dete rehte hai

