Page 315 - Quran-e-Kareem
P. 315
th
9 Sureh at-taubah (315) 10th para
Noah ki khoum (1) ki aur aad(2) ki aur samood(3) ki (pesh)(laa) aur
ibraahim(4) ki khoum ki aur madeeyann (5) waaloun ki aur ulthi hui (6)
bastiyoun k rehne waaloun ki (toye) unke rasool unke paas khulli
daleelayn lekar aaye they (jeem) pass allah ki ye shaan nahi hai k unper
zulm karta lekin wo apni jaanoun per aap zulm torda karte they 9:70 aur
momin mard aur momin aurtein ek dusre k haami hua karte hai (meem)
wo nayki ka hukum dete hai aur badee se (baraabar) manah karte hai aur
namaaz parhte hai aur zakat dete hain aur allah aur uske rasool ki itaayat
karte hai (toye) yahee log hai k ankhareeb allah unper rehmat karega
(toye) beshak allah zabardast (aur) hikmat wala hai 9:71 allah ne momin
mard aur momin aurtoun se aisee jannatoun ka waada kiya hai jinke
neechey naddiyaan bhayti hongi aur unmea hamesha (hamesha) rehne
waale hongay aur daayemi bhayshatoun mea achey achey makaanoun ka
bhi waada kia hai (toye) aur allah ki khushnudi sab se barhker hai (toye)
yahee to barhi kaamyabi hai 9:72(9AIN6-15) aye nabii kuffar aur (8)

