Page 329 - Quran-e-Kareem
P. 329
9 Sureh At-taubah (329) 11 para
th
th
ki jaati hai phir na woh touba hi karte hain aur na naseehat hi haasil karte
hain 9:126 Aur jis waqt koi surat naazil ki jaati hai to woh (ba taure
ishaara) ek doosre ki taraf dekhte hain (toye) (aur apni jagah ye kehte
hain) k kya tumko koi dekh raha hai phir wahan se palat aate hain (toye)
khuda ne bhi unke dil pher diye hain is liye k wo aise log hain jo samajh
nahi rakhte 9:127 Beshak tumhaare paas ek aisa rasool tumhaare hi
abnaaye jins se aaya hai k jo tumko naa gawaar hai wo usko bhi shaaq hai
uski sab se bari khwahish tumhaari nisbat ye hai k tum imaan laao (wo)
momineen par bohhot naram dil aur meherbaan hai 9:128 (toye) Phir agar
wo log rogardaan honto tum kehdo k mere liye to Allah hi kaafi hai us k
siwa koi mabood nahi (toye) maine ussi par bharosa kar liya hai aur wohi
bare arsh ka maalik hai 9:129 (ain) (16 AIN 7-5)

