Page 937 - Quran-e-Kareem
P. 937
th
82nd Sureh al-infitaar (937) 30 para
Jab k wo khoob taareek hojaaye 81:17 (laa) aur subah ki jab k wo roshan
hojaaye 81:18(laa) beshak ye (quran) muazzaz khuwaat waale rasool ki
zabaani (1) aaya hai 81:19(laa) jo saaheb e arsh k haan rutba wala sardaar
hai 81:20(laa) wa ameen hai 81:21(toye) aur tumhaara saathi diwana (2)
nahi hai 81:22(jeem) aur yakheenan unhonay uss (jibrayeel) ko aasmaan k
kinaare khullam khulla dekha hai 81:23(jeem) aur wo ghayb ki baatoun ki
baare mea (3) bakheel nahi hai 81:24(jeem) aur naa ye shaytaan maloon
(4) ka khoul hai 81:25 tum phir kidher (behke) jaate ho ? 81:26(toye) ye
aur kuch nahi hai magar tamaam aalimoun k liye nasiyyat 81:27(laa)
(khaas ker) uss shaks k waaste jo tum mea se seedhi raah chalna chaahe
81:28(toye) aur tum kuch bhi na chaahogay siwaaye iske k jo allah tamaam
aalamoun ka parwardigaar chaahe 81:29(1AIN29-2)
SUREH AL-INFITAR (1) (MAKEEH) 19 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Jab k aasmaan phat jaayenge 82:1(laa) aur jab k taare gir ker

