Page 938 - Quran-e-Kareem
P. 938
th
82nd Sureh al-infitaar (938) 30 para
Tithar bhittar hojaayenge 82:2(laa) aur jab k darya bhay ker miljaayenge
82:3(laa) aur jab k khabrey ulat phulat kardi jaayengi 82:4(laa) (uss waqt)
her nafs jaan lega k usne aage kia bheja aur peechey kia chora (1)
82:5(toye) aye insaan ! tujhey kiss cheez ne dhoka diya tere saaheb e karam
parwardigaar k muqaable mea (2) 82:6(laa) jisne tujhey payda kiya phir
tujhey durust kiya phir tujhey mouzuu banaaya 82:7(laa) phir jiss surat
mea munaasib jana tere auzaa (wa jawaare) ko tarkeeb diya 82:8 (toye)
youn nahi, baat ye hai k tum jaza o saza ko jhutlaate ho (3) 82:9(laa)
halaan k buzurg likhne waale tumper nigehbaan (muqarrar) hai 82:10 (laa)
jo (jo) kuch tum karte ho 82:11(laa) wo jaante hai 82:12 beshak nayk log
bahisht mea hongay 82:13 (jeem) (laa) aur yakheenan badkaar jahannum
mea hongay 82:14(jeem)(swat error) faysle k din wo issi mea jalaynge
82:15 aur wo usse ghayr haazir na ho sakenge 82 :16 (toye) aur tumko kia
khabar hai k faysle ka din kia hai ?82:17 (laa) phir tumko kia maalum hai
k faysle ka din kia hai ? 82:18 uss din kisi shaks ko kisi dusre shaks k baare
mea kisi khism ka ikhtiyaar na hoga (toye) aur uss din hukum dena sirf
khuda k hath hoga 82:19(1AIN19-7)

