Page 940 - Quran-e-Kareem
P. 940
th
83rd Sureh al-mutaffifeen (940) 30 para
Kia karte they usse unke dil siyaa hogaye hai 83:14 itna hee nahi uss din
wo apnay parwardigar ki rehmat se bhi (yakheenan) (1) mehroom rahenge
83:15(toye) phir wo jahannum mea bhi yakheenan jalenge 83:16(toye) phir
inse ye kaha jaayega (2) k jisko tum jhutlaya karte they wo yahee hai
83:17(toye) haq ye hai k (3) k beshak nayk logoun ka nawishta illiyeen
mea hoga 83:18(toye) aur tum ko kia khabar hai illiyeen kia hai ?
83:19(toye) wo likha hua nawishta hai 83:20(laa) jisko muqarrebaan e
bargah e ilaahi dekhte rahey hai 83:21(toye) beshak nayk log behshat mea
takhtoun per baythe 83:22(laa) nazaare karte hongay 83:23(laa) unke
chehroun se tum naazonaan ki taro taazgi pehchaanlogay 83:24(jeem)
unko sir bo mohar {sealed} khaalis sharaab pilaayi jaayegi 83:25(laa)jiski
mohr mishk (4) ki hongi (toye) aur khwaayesh karne waaloun ko uski
khwaayesh karni chahyea 83:26(toye) aur uss mea aab e tasneem ki
aamezish {milaawat} (5)hogi 83:27(laa) ye ek chashma hai (6) jis mea se
muqarraban bargah e ilahi piyenge 83:28(toye) beshak jo log gunehgar
they (7) wo imaan laane waaloun se hansi kiya karte they 83:29(daal error)
aur jab unke pass se

