Page 941 - Quran-e-Kareem
P. 941
th
84th Sureh al-Inshiqaq (941) 30 para
Guzarte to chashmak zani kiya karte they 83:30(daal) aur jab apnay baal
bachoun mea palat kar aate to khush (khush) aate they 83:31(zaal swat)
aur jab un (mominoun) ko dekhte to kehte they k ye wahi log hai jo
yakheenan gumrah hai 83:32(laa) halaan k wo unper nigraah banaaker
nahi bheje gaye they 83:33(toye) to aaj k din wo log jo imaan laaye hai (1)
kaafiraoun se hasenge 83:34(laa) takhtoun per baythe nazaare karenge
83:35(toye) (aur kahenge) aaya kaafiraoun ko jo kuch wo kiya karte they
uska (poora poora) badla mil gaya? 83:36(1AIN36-8)
SUREH AL-INSHIQAQ (1) (MAKEEH) 25 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
jab aasmaan phatt jaayega 84:1(laa) aur apnay parwardigaar ka hukum
sunlega aur hona bhi youn hee chahyea 84:2(laa) aur jab zameen taan
(2)dee jaayegi 84:3(laa) aur jo kuch usmea hai usse nikaal ker daal deygi
aur khaali (3) hojaayegi 84:4(laa) aur apnay maalik ka hukum sunleygi aur
hona bhi youn hee chahyea 84:5(toye) (tab qayamat aajaayegi) aye insaan
tu apnay parwardigaar ki

