Page 943 - Quran-e-Kareem
P. 943
th
85th Sureh al-burooj (943) 30 para
Wo isse mustasna hai jo imaan laaye aur unhone nayk amal kiye k unke
liye be inteha sawaab hai 84:25(1AIN25-9)
SUREH AL-BUROOJ (1) (MAKEEH) 22 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Khasam hai burjoun waale aasmaan ki 85:1(laa) aur uss din ki jiska waada
kiya gaya hai 85:2(laa) aur gawaahi dene waale (1) ki aur jiski gawaahi dee
gayi uski85:3(toye) dehekti hui aagi ki khandakhoun waale 85:4(laa)iss
haal mea khatl kiye gaye 85:5(laa) k wo unn khandakhoun k kinaare
baythe 85:6(laa) imaan waaloun k saath mea jo sulook kar rahey they uska
tamasha dekh rahey they 85:7(toye) aur unko unki koi baat buri nahi lagee
thi magar yahee k wo iss zabardast laayekh tareef e khuda per imaan laaye
they 85:8 (laa) jiske liye aasmanoun ki aur zameen ki baadshahat hai (toye)
aur allah her cheez se waaqif hai 85:9(toye) beshak jin logoun ne imaandar
mardoun aur imaandar aurtoun ko takleef di

