Page 945 - Quran-e-Kareem
P. 945
th
87th Sureh al-aala (945) 30 para
Wo jagar jagar karta tara (1) hai 86:3(laa) ek nafs bhi aesa nahi k ussper
koi nigehbaan muqarrar naa ho 86:4(toye) pass insaan ko chahyea ghour
karey k wo kiss cheez se payda kiya gaya hai 86:5(toye) wo uchle huye
paani se payda kiya gaya hai 86:6(laa) jo pusht aur seene ki haddiyoun k
maabayn se nikal ker aata hai 86:7(toye) beshak wo (khuda) uske dobara
laane per zaroor khudrat rakhta hai 86:8(toye) jiss din posheeda baatein (2)
jaanch jaayengi 86:9(laa) pass naa uss din uska kuch zor hoga aur na koi
madadgaar 86:10(toye) khasam hai gardish karne waale aasmaan ki
86:11(laa) aur phatne waali zameen ki 86:12(laa) beshak ye (quran) zaroor
tayy shuda baat(3) hai 86:13(laa) aur ye koi zatal (khaafiya){qyaas} nahi
hai 86:14(toye) beshak wo ek chaal chalte hai 86:15(laa) aur mea ek tadbeer
karta hun 86:16(jeem)(swat) so tum kaafiraoun ko mohallat dedo unko
kuch arsay k liye chordo 86:17(1AIN17-11)
SUREH AL-AALA (MAKEEH) 19 AAYAT
Bismillah Ar Rahman Nir Raheem
Rahman o raheem khuda k naam se (Shuruu karta hun)
Apnay aalishaan (4)parwardigaar k naam ki tasbeeh kar 87:1(laa) jisne
payda kiya phir durust kiya 87:2(laa)(swat)

